Monday, July 5, 2010

OM SANTI OM SONGS LYRICS








Music Director:Vishal-Shekhar
Lyrics:Javed Akhtar, Vishal Dadlani & Kumaar
Year:2007
Director:Farah Khan


DEEWANGI DEEWANGI.......


Dekho dekho hai shaam badi deewani

Dhere dhere ban jaye na koi kahani

Dekho dekho hai shaam badi deewani

Dhere dhere ban jaye na koi kahani

Dilbar hai, dilkash hi, dildar nazaare hai

Aaj zameen par uthre kitne sitaare hain

Aklo hosh mein ne daanam

hum hai dil hai aur jaanam

Bas deewangi deewangi deewangi hai

Na koi rehsam na rehabar

Yeh ilzaam lage kis par

Oh Bas deewangi deewangi deewangi hai

All hot girls put your hands up and say

Om Shanti Om

All cool boys come on make some noise and say

Om Shanti Om

Shaam gazab ki, hungama khel hai

Iska naasha hi gehra hai teez hai

Shaam gazab ki, hungama khel hai

Iska naasha hi gehra hai teez hai

Zulf khuli hai resham resham

Saans khuli hai madaam madaam

Yeh tho ishare hai

Aklo hosh mein ne daanam

hum hai dil hai aur jaanam

Bas deewangi deewangi deewangi hai

Na koi rehsam na rehabar

Yeh ilzaam lage kis par

Oh Bas deewangi deewangi deewangi hai

All hot girls put your hands up and say

Om Shanti Om

All cool boys come on make some noise and say

Om Shanti Om

aa..aa..aa.aaaaa…

All hot girls put your hands up and say

Om Shanti Om

All cool boys come on make some noise and say

Om Shanti Om

Kehane ko waise tho saara sukoon hai

Phir bhi yeh dil hai ke isko junoon hai

Kehane ko waise tho saara sukoon hai

Phir bhi yeh dil hai ke isko junoon hai

Palko Palko kwaab sajade

Isko usko sab ko batade

Raaz jo saare hai

Aklo hosh mein ne daanam

hum hai dil hai aur jaanam

Bas deewangi deewangi deewangi hai

Na koi rehsam na rehabar

Yeh ilzaam lage kis par

Oh Bas deewangi deewangi deewangi hai

All hot girls put your hands up and say

Om Shanti Om

All cool boys come on make some noise and say

Om Shanti Om

All hot girls put your hands up and say

Om Shanti Om

All cool boys come on make some noise and say

Om Shanti Om




AANKHON MEIN THERI.......



(aankhon mein teri, ajab si ajab si adaayein hai - 2

dil ko banade jo patang saansein yeh teri woh haawaaein hai) - 2

aai aisi raat hai jo bhahut khushnaseeb hai

chahe jise door se duniya, woh mere kareeb hai

kitna kuch kehna hai phir bhi hai dil mein saawal kahin

sapno mein jo roj kaha hai, woh phir se kahun ya nahi

aankhon mein teri, ajab si ajab si adaayein hai - 2

dil ko banade jo patang saansein yeh teri woh haawaaein hai

tere saath saath aisa koi noor aaya hai

chaand teri roshni ka halka sa ek saaya hai

teri nazaron ne dil ka kiya jo hashar, asar yeh hua

abb inmein hi doob ke ho jaau paar, yehi hai dua

aankhon mein teri, ajab si ajab si adaayein hai - 2

dil ko banade jo patang saansein yeh teri woh haawaaein hai



DARD E DISCO.......



(o haseena, o neelampari, kar gayi kaisi jaadugari

neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari) - 2

main bechara hoon awaraa bolo samjahon main yeh abb kis kis ko

dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 4

(ohh fasale gul thi, gulposhiyon ka mausam tha

hum per kabhi sargoshiyon ka mausam tha) - 2

kaisa junoon, khwaabon ki anjuman mein tha

kya mein kahoon, kya mere baakpan mein tha

ranish ka chala tha...fhobwara, phoota jo khwaab ka... goobbara

abb phirta hoon mein, london, paris, new york, la sans fansico

dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 2

dard-e-disco come on now lets go - 5

(lamha lamha armaano ki farmaaish thi

lamha lamha jurrrat ki aajmaaish thi) - 2

abr-e-karam ghir ghir ke mujhpe barsa tha

abr-e-karam barsa to tab mein tarasa tha

phir kyun na hua mazar mera, woh mera sanam dilbar mera

dil tod gaya mujhse chhod gaya, woh peechale mahine ke chhabis ko

dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 2

o haseena, o neelampari, kar gayi kaise jaadugari

neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari

main bechara hoon awaraa bolo samjahon mein yeh abb kis kis ko

dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 4



DHOOM THANA.......



dhoom taana ta dhoom ta ta na na na - 2, dhoom taana dhir na dhir na

kaise naino se naian milaon sajna, kaise mein aise na ghabrau sajna

kaise aaye aise mohe laaj sajna, chuna na dekho mohe aaj sajna

dhoom taana ta dhoom ta ta na na na - 2, dhoom taana dhir na dhir na

mriganaini tu na jaane, prem kitna mere mann mein hai

yeh bechaini maangti hai, roop jo tere yowan mein hai

tera phool sa hai ang, tere ang mein hai rang

tere rang ke main sang goriye

tere rang mein hai roop, tere roop mein hai dhoop

teri dhoop hai anoop goriye

sajna se kahe aaye laaj sajani, choone de ang mohe aaj sajani

dhoom taana ta dhoom ta ta na na na - 2, dhoom taana dhir na dhir na

dhalki dhalki phirthi hoon, thalki thalki si phirti hoon

jispe yeh mera koi jam hai jaise

nazarein milaati hoon khwaabon mein saama jaati hoon

dil mein bas jana mera kaam hai jaise

dil mein bas ja maine roka kab hai

lekin kya armaan hai mera yeh to samjhaane de

sajna se kahe aaye laaj sajani, choone de ang mohe aaj sajani

dhoom taana ta dhoom ta ta na na na - 2, dhoom taana dhir na dhir na

kaise banjaara mann ki baat mein aaye, kaise ek raaja ko manmit banaye

kaise pehnu main pyar ka yeh taj sajna, karte tum kyu dil pe raj sajna

dhoom taana ta dhoom ta ta na na na - 2, dhoom taana dhir na dhir na

mriganaini tu na jaane, prem kitna mere mann mein hai

yeh bechaini maangti hai, roop jo tere yowan mein hai

mere meet tere geet, tere geet mein hai preet

teri preet meri jeet goriye

meri jeet mein bhi haar, meri haar mein hai pyaar

mere pyaar mein ikraar goriye

bhool ke saare kaamkaaj sajni, chhoone de ang mohe aaj sajni

aaye na kaise mohe laaj sajna, chuna na dekho mohe aaj sajna

dhoom taana ta dhoom ta ta na na na - 2, dhoom taana dhir na dhir na




JAG SOONA.......



main taaj ya naamara, haay ve dasu main ki kara

dil jude bina hi tut gaye, hath mile bina hi chhut gaye

khel khale kismat ne

baar baar rod ankhiya tainu jo na vek sakhiya, ??? kudarat ne

chhan se jo tute koi sapna, (jag soona soona laage - 2)

koi rahe na jab apna, jag soona soona laage

jag soona soona hai toh yeh kyun hota hai

jab yeh dil rota hai, roye sisak sisak ke hawaayein, jag soona laage

chhan se jo tute koi sapna, (jag soona soona laage - 2)

koi rahe na jab apna, (jag soona soona laage - 2) re

soona laage re

roothi roothi saari raatein, phike phike saare din

viraani si viraani hai, tanhaayi si tanhaayi hai

aur ik hum pyaar ke bin har pal

chhan se jo tute koi sapna, (jag soona soona laage - 2)

koi rahe na jab apna, (jag soona soona laage - 2) re

patthron ki iss nagari mein, pattha chehre, patthar dil

phirta hai maara maara kyun raahon mein tu aawaara

yahaan na hoga kuchh haasil, mere dil

chhan se jo tute koi sapna, (jag soona soona laage - 2)

koi rahe na jab apna, jag soona soona laage

jag soona soona hai toh yeh kyun hota hai

jab yeh dil rota hai, roye sisak sisak ke hawaayein, jag soona laage

chhan se jo tute koi sapna, (jag soona soona laage - 2)

koi rahe na jab apna, (jag soona soona laage - 2) re

soona laage re mohe


MEIN AGAR.......



(tumko paya hai to jaise khoya hoon

kehna chahoon bhi to tumse kya kahon) - 2

kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi

ki jeene mein tum ho kya tumhein bata sakun

main aagar kahoon tumsa haseen, kaynaat mein nahi hai kahin

tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi

tumko paya hai to jaise khoya hoon..

shokhiyon mein dooobi yeh aadayein, chehre se jhalki hui hain

zulf ki ghani ghani ghatayein, shaan se dhalki hui hain

lehrata aachal hai jaise badal

bhaahon mein bhari hai jaise chandani, roop ki chandani

main agar kahoon yeh dilkashi, hai nahi kahin na hogi kabhi

tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi

tumko paya hai to jaise khoya hoon..

tum huye meherbaan, to hai yeh dastaan - 2

abb tumhara mera ek hai karwaan, tum jahan main wahaan

main agar kahoon humsafar meri apsara ho tum ya koi pari

tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi

tumko paya hai to jaise khoya hoon..

kehna chahoon bhi to tumse kya kahon

kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi

ki jeene mein tum ho kya tumhein mein bata sakun

main aagar kahoon tumsa haseen, kaynaat mein nai hai kahin

tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi


No comments:

Post a Comment